Bigrock domain ko blogger me kaise setup kare – Best Guide
Aaj ke is article me hum Bigrock domain ko blogger me kaise setup kare ki jankari denge. Agar aap ek new blogger hai to apke mann me kabhi na kabhi ye swaal jarur aaya hoga ki BigRock Custom Domain Blogger Blog Se Kaise Jode.
Jab bhi koi blogging start karta hai to jyadatar log google ke blogspot ko hi choose karte hain. Iska sabse bada reason ye hai ki ye ekdum free aur easy to use hota hai. Halanki yaha se apko apne blog ko free me host ki suvidha mil jati hai magar domain free nahi milta.
Blogspot par jitne bhi domain hote hai wo subdomain ke sath aate hain. For example mera ek blog hai jo ki blogspot par publish hai jiska naam hai Convert 2 Krutidev. Iska URL kuch is tarah se hai.
https://unicode-to-krutidev-converter.blogspot.com/
Ab mujhe is blog ke liye bigrock se proper domain mil nahi raha tha. isliye maine Convert2Krutidev.com domain purchase kiya. Ise maine apne blogspot blog par kaise setup kiya. Is article me apko step by step bataunga. Iske sath hi aapko is article ke end me BigRock Custom Domain Blogger Blog Se Kaise Jode ka video bhi mil jayega.
Agar aapne bhi Bigrock.in se Domain Purchase kiya hai aur ab aap apne Bigrock Custom Domain ko apne blogspot blog se jodna chahte hain. Magar jankari na hone ki bajah se nahi kar pa rhe hain to ye article apke liye hi hai. Is article to pura end tak carefully read karen.
Table of Contents
How to setup bigrock domain to blogger
Bigrock India me domain ki bahut hi poplur website hai. Yaha par bahut hi cheap price me aap domain kharid sakte hain. Agar aapne abhi tak koi domain nahi purchase kiya hai to hum apko recommend karenge ki aap sirf Bigrock se hi domain purchase karen. Chaliy ab aage jante hai ki kaise bigrock custom domain ko blogger ke sath jod sakte hain.
Bigrock domain ko blogger me kaise setup kare
Apne blogger blog me bigrock domain ko add karne ke liye niche diye gye sare process ko dhayan se follow karen.
- Bigrock Dashboard
- Adding “A Records”
- Adding “CNAME Records”
- Blogger Settings me Domain Setup
Step 1 : Bigrock Dashboard
Sabse pahle apne Bigrock ke dashboard me jaye. Aap sabse pahle manage.bigrock.in par visit kare. Ab yahan par apna Username aur Password daal kar Login karen. Jab aap Login kar lete hai to aapke saamne domain list show hogi.
Steps 2 : Adding A Records
- 216.239.32.21
- 216.239.34.21
- 216.239.36.21
- 216.239.38.21
Step 3 : Adding “CNAME Records”