Blog Post Images Responsive Kaise Banaye {2 Method} ЁЯСН
Agar apki blog post images responsive nahi hai to ye user interface ke lihaz se thik nahi hai. Is article me main apko blogger post images responsive kaise banaye ke bare me bataunga.
Kya aapke blog me bhi Blog Post Images Responsive nahi hai? If yes, then you are in right place. Is post me main apko 2 ways se blogger ki post images ko responsive karna bataunga.
Kisi bhi blog ka design uske visitors ko pasand jarur aana chahiye. Agar blog ko behtar way se clean aur neat design kiya to visitor ko blog jyda pasand aata hai.
Responsive design ka matlove hai ki apki Blogger Template different devices ki screen ke hisab se automatic resize ho jaye. Waise to aajkal har blogger theme responsive hi hoti hai. Magar baat karen post images responsive ki to, ye mobile screen par stretch ho jati hai.
Also Read:
- How To Remove Quick Edit Wrench Icon From Blogger
- How To Remove Footer Credit From Blogger Template
- AdSense Inside Blogger Post Kaise lagaye – Techno Dhiman
Don’t worry, Techno Dhiman ke in 2 method se aap blog post images responsive easily kar payenge. Apko bus ek chhota sa css code apne blog me apply karna hai. Iske baad images stretch on blog post wala issue thik ho jayega aur apki blog post images responsive ho jayegi.
Table of Contents
Blog Post Images Responsive Kaise Kare.
Friends, Yaha par main apko 2 methods se images responsive karna bta rha hu. Apko jo bhi thik lage aap apne blog me apply kar sakte hain.
#Method 1 Edit Theme HTML
Sabse pahle aap blogger ke Dashboard me jaye. Yaha par Theme pe click karke Edit HTML par jaye.
Ab aap CTRL + F key press karen. Iske baad b:skin ya /style ko search karen. Ab apko niche diya gya code b:skin ya /style se pahle paste kar dena hai.
.post-body img { max-width:100%; height:auto;}
Code paste kar dene ke baad aap simply Save par click kar dijiye. Apke blogger ki post images responsive ho chuki hain.
Also Read:
- Sticky Navigation Bar Blogger Ke Liye Kaise Banaye – Techno Dhiman
- Install Floating Subscription Box For Your Blogger Blog
- Install Back To Top Button with SVG – Guide in Hindi
#Method 2 Add Custom CSS
Aise karte hi images responsive ho jayengi. Friends agar apko thodi bahut bhi confusion hai to aap comment box me clear kar sakte hain.