Install Back To Top Button with SVG – Guide in Hindi
Install Back To Top Button with SVG – Hello and welcome to my first post. Friends aaj ki is post me main apko btaunga kaise aap apne blog ke liye behtrin Top Button with SVG install kar sakte hain.
Ho sakta hai ki apko is function ke baare me pahle se pta ho. Apki jaankari ke liye bta du ki Back to Top button ek aisa function hota hai jo apke page ko single click par uper le jata hai. Isme apko scroll bar ko manually drag nahi karna pdta. Ye basically tab kaam aata hai jab apke blog ka article kafi lamba hota hai.
Jab user ko lagta hai ki ab use page ke upper section me jana hai to is Top Butoon ki madad se single click se aaram se pahunch sakte hain. To agar aap bhi aapne blogger blog me Back To Top Button with SVG Install karna chahte hain to is article ko dhayan se read karen.
Table of Contents
How to Install the Back To Top Button with SVG
Sabse pahle aap apne blogger dashboard me jayen. Iske baad Theme par click karke Edit HTML par jayen. Ab aapko </head> se pahle niche diya hua code paste karna hai.
Iske baad apko </body> se pahle ye niche wala code paste karna hai.
Ab aap Save Button par click karke theme ko save kar sakte hain. Aise karte hi apke blog me Back to Top Button with SVG Install ho jayega.